Neele Neele Ambar Par - Kalakaar - By Adarsh Ranjith.hindi karaoke
You need to have the Flash Player installed and
a browser with JavaScript support.
Category: Hindi Sing along
Submitted by: admin
www.facebook.com Lyrics: Neele neele ambar par chaand jab aaye Pyaar barsaaye humko tarsaaye Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho Pyaas dil ki bujha jaaye Neele neele ambar par chaand jab aaye Pyaar barsaaye humko tarsaaye Ho, oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko Oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko Pyaar se kasne ko baahon mein basne ko Dil mera lalchaaye koi to aa jaaye Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho Pyaas dil ki bujha jaaye Neele neele ambar par chaand jab aaye Pyaar barsaaye humko tarsaaye Ho, thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein Thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein Saanson ki garmi ko haathon ki narmi ko Mera mann tarsaaye koi to chhoo jhaaye Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho Pyaas dil ki bujha jaaye Neele neele ambar par chaand jab aaye Pyaar barsaaye humko tarsaaye Ho, chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye Chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye Pyaar mein nahaane ko doob hi jaane ko Dil mera tadpaaye khwaab jaga jaaye Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho Pyaas dil ki bujha jaaye Neele neele ambar par chaand jab aaye Pyaar barsaaye humko tarsaaye Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho Pyaas dil ki bujha jaaye Neele neele ambar...


